|
Kal Ka Salan |
Bikaari pathan sy!
mujhy khaany ko kuch mill sakta hy.
pathan: kal ka saalan kha lo gy.
bikhaari: ji haan bilkul.
pathan: acha to phir kal Aana.
|
|
Pathan Ka Mobile Chori
Ho gaya |
1
Chor Pathan ka Mobile le Kar Bhaga.
Pathan Hansne Laga.
Dost: Woh Tumhara Mobile Lekar Bhaga Hai or Tum hans rahe ho.
Pathan: Bhagny Do
Balance He Nahi Hai.
|
|
Chappal |
Ek
Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.
|
|
Rikshaw Wala |
|
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega. |
|
Double Wazoo |
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega.
|
|
Scheme Bottle |
Ek
Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,
Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai “Try Again.” |
|
Weeping |
Pathan was Weeping:
Man: Kyon Ro rahe ho?
Pathan: Meri Murghi Mar gai.
Man: Mera Baap Mar Gaya Magar main to Nahi Roya.
Pathan: Oye Tera Baap kya Anday Deta tha.
|
|
1
2
3
4
5 |